Bhajans

Ohm Shantakaram bhujaga

Ohm Tvam-eva mata cha pit tvam-eva

Ohm Shantakaram bhujaga shayanam padmanabham suresham,Vishvadharam gagan sadrisham meghvarnam shubhangam,

Lakshmikantam kamala nayanam yogibhir dhyam gamyam,

Vande Vishnum bhav bhay haram sarva lokaika natham

Ohm Tvam-eva mata cha pit tvam-evaTvam-eva bandhushcha sakha tvam-eva

Tvam-eva vidya dravinam tvam-eva

Tvam-eva sarvam mama deva deva.

download hier bhajans als pdf om uit te printen download hier bhajans als pdf om uit te printen

Jay Krishna Hare

Dukh dur kar hamara

Jay Krishna Hare Shri Krishna hare,
Dukhiyon ke dukh dur kare, Jay jay jay Krishna hareJab charon taraf andhiyara ho, Asha ka dur kinara ho
Aur koi khevan hara ho, tab tu hi bera par kare,

Jay jay jay krishna hare
Prabhu chahe to sab kuch kar de, Vish kobhi amrit karde

Purn karde uski asha, Jo bhi tera dhyan dhare,
Jay jay jay krishna hare

Jay Krishna Hare Shri Krishna hare
Dukiyon ke dukh dur kare,

Jay Jay Jay Krishna hare.

Dukh dur kar hamara, sansar ke rachaiya,
Jaldi se do sahara, majhdhar me hai naiya.Tum bin koi hamara rakshak nai yaha par,
Dhurha jahan sara, tujh-sa nahi rakhaiya.

Duniya me khub dekha, akhe pasar karke,
Sathi nahi hamara, ma bap aur bhaiya.

Sukh ke sabhi hai sathi, duniya ke mitr sare ,
Tera hi nam pyara , dukh dard se bachaiya.

Charo taraf se ham par, gam ki ghata hai chhai,
Sukh ka karo ujala , prakash ke karaiya.

Accha-bura hai jaisa, raji me Ram rahta,
Chera hai ya tumhara, sudh leu sudh levaiy.

download hier bhajans als pdf om uit te printen download hier bhajans als pdf om uit te printen